
mera naam sana hy mein hydrebad sy ho meny ap k msg net par dekhy hy muj ap ki help chye me buht pareshn ho ap shadi k masly hal karty hy. waise bhi jo kaam ma bap aur dunia se chup kar ki jai woh ghair-ikhlaqi aur be-ghairati hai. Lehaza ham muhabbat hone ko normal, lekin muhabbat karne wale ko kharab samjhte hai, balkeh muhabbat mai ghair shrai amal karne wale ko besharam, be-ghairat aur awara samajhte hai. lekin muhabbat ka izhar karna, aur aashiq ke sath milna, batai karna, phone karna, chat karna, letter likhna beghairti aur be-sharmi hai, jab keh jismani taluq rakhna maslan kiss karna, foreplay karna, mubasrat aur oral sex karna fahashi aur awargi hai. Muhabbat hona koi jurm nahi, yeh shareef larke aur larki ko bhi ho sakti hai. Isi lia yeh kaha jasakta hai keh muhabbat hona Islam mai allow hai, lekin muhabbat karna Islam mai allow nahi hai. aur agar koi apne aashiq se jismani taluq rakhta hai yani kiss karna, foreplay karna, mubasrat aur oral sex karna, yeh sab gunah-e- kabira hai. muhabbat hone ke baad apne aashiq se milna, batai karna, phone karna, chat karna, letter likhna yeh sab gunah hai. Lekin agar koi muhabbat karta hai tu yeh gunah hai. aisa aksar hota hai keh ghar par kisi larka ya larki ki kafi discussion ho tu ose dekhe beghair aur mile beghair bhi os se muhabbat ho sakti hai.


Muhabbat ke liye zaroori nahi keh jiss se muhabbat ho os se mulaqat bhi ho.

kio keh kisi se muhabbat ka hona ya na hona kisi ke ikhtiar mai nahi. kisi se muhabbat hona na koi jurm hai aur na hi gunah. yeh muhabbat kabhi bhi ho sakti hai aur kisi se bhi ho sakti hai.
